Thursday 5 December 2013

Allah ka kalam Naukri k lie


ye allah pak k payre sifati naam hain,jesa k aap sab jante hian aaj k  is nafsanafsi k door main 
hum kitni preshanio se lachar ho chuke hian,hum log khte hian k hme skoon kyn nai milta,
main apna zaati experiance batana chati hun,k hum gila karte hian k aay allah hmari duwa kyn nai kabool karta,hmari duwain kese kabool hon,hum har wqat gunahon main doobe hue,magar pir b wo paak reham dill raab hm par rehmaton ki barish kie hue hai,jesa k aap jante hian aaj k door main taleem to har ghr main hai

lekin be roooz gari bohat ho gyi hai,logitna par lik k b mamuli jobs karne par majbur hain,ayse main kyn na hum  kisi ko khne ki bajaye,  k yar meri sifarish kar do,yr  us bnde ko kh do meri job lagwa de,aap ne kabi socha k hum ne kabi j kaha k jo sab ko deta hai us se to mang lain ,mera jken hai agr hum sab ko dene wale sone raab se maang lain to hme kisi k agye hath pilane khne ki zarurt nai,jesa k j 2 nam parnse se apki mushklain assan ho jati hian inshallah,wese to is namo ki itni barkatin hian k main lik nai skti .lekin kuch share karna chati hun,allah k naek bnde ne j amal btaya hai,
aek baar aek admi aya unki khdmat main k aap allah k ameel bande hain,meri preshani solve nai hoti main bohat preshan hun,to allah k bnde ne pucha k kia preshani hia arz kijeyn,wo bnda khne laga k mujhe falan  sarkari daftar main kam hai,koi sefarish b nai hai,gareeb admi hun,bara preshan hun smj nai ata kia karun,

to allah k bnde ne use nmaaz ki talkeen ki ,or duwa mangne k sath amal bta dia,jese e aap ghr se nikalin tab tak parain jab tak daftar na puch jayn,jab tak officer se bat na ho jaye parte reyn,inshallah ap ka kam bn jaye ga,wa k phr is wazifa ki badolat unka nokri k lie dia gya interview main pass ho gya,nokri mill gyi,ab wo bnda bohat achi post par kaam kar raha hai,is k ilawa bht se  wakiaat hain,but wqt ki kmi,ki wja se sare tehreer nai kr skte,bs aap itna smj lain agr aap  kamjab hona chate hain to is wazife ko apni tasbii bna lain,phir dekna aapne ghar is nam ki barkatin.plz is post ko agye share krna aab apka farz hai,sadka jaria karne k lie,

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...